Thursday, February 23, 2012

Chale bhi aao...

gulon mein rang bhare badlon bahar chale
chale bhi aao ke gulshan ka karobar chale... (2)

khabon ka din hai dekhon hawaein
suna rahi hai khushiyon ki dastaan
mein chum lunga baahein utha kar
khwahisho ka nila nila aasman
jane kahan yeh badal chale hai
kis aur boondon ki mehfilein hai
bheegi hai rooh meri... kaisa yeh khumaar chale
chale bhi aao ke gulshan ka karobar chale
gulon mein rang bhare badlon bahar chale
chale bhi aao ke gulshan ka karobar chale

humein suna hai chote se haathon mein
chahe to samaye sara jahan
hatheliyon mein thame hai
hamrein buzurgo ki nai dua
hum hai sikandar hum sehzade
chote kadam hai bade hain irade
buri nazar se kaho hum nazar uthar chale
chale bhi aao ki gulshan ka karobar chale
gulon mein rang bhare badlon bahar chale
chale bhi aao ke gulshan ka karobar chale

2 comments: